E Commerce Se Paise Kaise Kamaye - eCommerce Kya Hota Hain

is article me jaane gi ke commerce se paise kaise kamaye sath hi eCommerce business kya hota hain, online e-commerce se prodcut kaise beche kharide

kya aap e commerce se paise Kaise kamaye ke bare mein Janna Chahte Hain ?

kya aap E-Commerce business kya hai aur kaise kiya Jata Hai yah Janna Chahte Hain. To aap bilkul sahi Jagah per Aaye Hain.

Aaj Ke Samay per Har Koi online Paisa Kamana chahta hai aur hame pata hai ki aap bhi Yahi Chahte Honge,

Kyunki bahut Sare Logon Ka Sapna hota hai ki vah Ghar Baithe kaam karke online paise Kama sake aur iske liye apni Khud ki online e Commerce website Shuru karna bahut Achcha vichar Hai.

aaj ke Samay mein online Paisa kamane ke liye apni Khud ki E-commerce website Shuru karne ko Lekar Jor Dene Ke Piche ka Karan yah hai ki,

retail E-Commerce ki bikri lagatar 2015 se 2020 Tak badi hai Ek research ke mutabik 2017 Mein E-Commerce Mein Vishay mein 3534.68 Arab dollar ki bikri hui hai.

aur 2020 me corona ke samay se lekar ab tak e commerce industries me teji se badhotri huri hain.

bahut se chote bade business apni khud ki e commerce website bana kar apna sara business offline ke ke sath-sath online ecomerce se bhi paisa kama rahi hain.

aur is baat ka anuman Lagaya Gaya Hai Ki Aane Wale Kuchh Salon Mein E-Commerce Business mein aur bhi Teji dekhne ko Milenge.

isliye Agar aapki E-Commerce Business mein Ruchi rakhte hain aur aapko E-Commerce business Shuru kar ke online Paisa Kamana Chahte Hain.

tab ismein aapko Hamara yah artical bahut hi madad Karega Kyunki ise padhne ke bad aapko yah Kafi acche se pata chal Jaega ki kam paise Mein Ek E-Commerce Ka online business kaise kiya Ja sakta hai.

E Commerce Business Kya Hai ?

yah e commerce business ek aesa online business Hai jismein Kisi online store ke Madhyam Se Kisi product aur service ko becha jata hai.

aur iske sath Hi grahko Ko Unka Saman bhi unke pass deliver Kiya jata hai.

Example ke liye aap Amazon, Flipkart, Myntra, Snapdeal Jaise vyavsay Ko Le sakte hain jo ki e commerce business hai.

Kyun ki aap Iske bare mein Pahle Se thoda bahut Jante Honge isliye is per bhi abhi vistar mein Charcha Nahin Karenge balki ab Ham is Baat per Charcha Karenge ki e Commerce business se paise Kaise kamaye ? 

E Commerce Business Se Paise Kaise Kamaye ?

jaise ki aap Sabhi Jante Hain Ki Duniya Mein Badalti mangon ke anusar Adhik se Adhik business e commerce Ki Duniya Mein Pravesh kar rahe hai.

aur Iske Piche ka Karan yah hai ki, Logon Ko E-commerce website aur Store ke Madhyam se shopping karna Pasand Aane Laga Hai.

haala Ki shuruaat Main aapko E-Commerce business Shuru karna thoda kathin lag sakta hai.

lekin ek bar Jab aap iski basic buniyadi Baton ko Sikh Lete Hain To yah Kisi bhi vyakti ke liye ek profitable business ho sakta hai.

koi bhi karobar Khud Ko E-Commerce Business mein tabdil kar sakta hai aur sabse acchi baat yah hai ki,

agar aap Bechne Ke Liye Koi Kisi bhi Prakar ka product Nahin banate hai to bhi aapki commerce business ki madad se Amazon aur Flipkart Jaisi Badi company Khadi kar sakte hain.

Yahan per Ham aapko Kuchh tips Denge Jin ki madad se aap apni E-commerce website Banakar vahan se online paise Kama Sakte hain.

Jinke bare Mein Aage Charcha ki gai hai Iske bad Ham in Sabhi topic per vistar purvak Charcha Karenge. 

e Commerce website se paise kamaye ?

  • E-commerce market ki research Karen 
  • Ek eCommerce store banae he 
  • commerce store per product list Karen 
  • e commerce store ki Puri Tarah setup karen
  • e commerce store ki marketing Karen

E-Commerce Business Shuru Kaise Karen ?

agar aap e commerce business se Paisa online kamana Chahte Hain To iske liye aapko apna E-Commerce business Shuru karna padega jis ka tarika niche bataya gaya hain. 

  • E-Commerce Market Place Chune

agar aap India mein E-Commerce business Shuru karna chahte hain to iske liye sabse pahle aapko yah nirnay Lena Hoga Ki aap apna sway ka eCommerce Marketplace banana chahte hain ya fir Pahle Se lokpriya Kisi  eCommerce Marketplace ke sath Jude kar apna e Commerce Ka business Shuru karna chahte hain.

Example ke liye Aasan shabdon Mein Samjha Jaaye to jaise ki aap Chahe to Amazon aur Flipkart Jaise eCommerce Marketplace per Apne utpadan Ko list Karke yah vyavsay Shuru kar sakte hain.

iske atirikt aap Chahe to shore  Jaise dropshipping, Marketplace ko bhi apna sakte hain joki eCommerce Marketplace ka Hi Ek Prakar Hai.

Vahi dusri aur agar aap apni Khud ki ek hi e commerce company Shuru karna chahte hain aur usse Ek alag brand banana Chahte Hain tab aapko apni e commerce company ka naam decide karna hoga Uske bad Agali prakriya ko follow Karen.

  • Apne E-Commerce Business Ko Registered Kaise Karen 

Agar aapane Apne Khud ki e commerce company Shuru karne ka nirnay liya hai to aapko sabse pahle Apne E-Commerce business ko treadmark ke liye registered karna chahie.

aapke liye Apne E-commerce website ko register karna isliye bhi avashyakta hai Kyunki yadi aap ek company Shuru karna chahte hain.

tab aapko Bhartiya niyamon ke apne vyavsay ko kanuni roop se bhi Dena padega.

iske liye aapko Apne vyavastha per Lagu hone wale niyamon ke anusar GST aur Anya licence tatha Praman Patra Adhik ke liye bhi aavedan karna padega 

  • E-Commerce Store Ke Liye Domain Name Register Karen 

aapke liye yah Janna Ati jaruri Hai Ki Apne vyavsay ko registered karne ke sath hi aapko Apne vyavsay ke liye domain naam bhi khareed kar Rakh lena hai.

fir Chahe aap apna E-Commerce store taiyar kar rahe ho ya FIR apni e commerce company ki website banaa rahe hain.

aapko ine dono Ke Liye Ek Domain name khareed Kar Rakhna bahut hi avashyakta hai,

Kyunki internet Ki Duniya Mein Yahi aapke vyavsay ka unique Pata Hoga jisse log internet ke Madhyam se aap tak pahunch sakte hain.

Ek Domain name kya hota hai Iske bare mein Adhik Jankari ke liye aap YouTube per search kar sakte hain

  • Apni E-Commerce Website Banae

Ek Bar Jab aap apni website ke liye domain name ka selection kar lete hain to Uske baad aap use domain name per apni E-commerce website store bana sakte hain.

agar aap apne website Ke Liye full dynamic website banana Chahte Hain To Kafi user-friendly ho to iske liye aap Kisi web developer ki sahayata Le sakte hain.

ya fir Agar aapko coding vagaira nahin aati hai to aap ab apni website banana Chahte Hain To iske liye aap wordpress platform ka istemal kar sakte hain.

Ek Bar Jab aapki E commerce Marketplace Bankar taiyar ho jata hai tab aapko uss par unn Sabhi product ko list karna hoga jinko aap apne customer ko bechna chahte hain.

aur iske sath hi aap Chahe to vikretaon Ko Bhi Apne vyavsay Mein Shamil kar sakte hain aur unke product ko bechkar Amazon aur Flipkart Ki Tarah Khud Ko Kafi Teji se grow kar sakte hain.

  • Payment Gateway Setup Karen 

apni Khud ki online eCommerce website ya fir store banane ke sath hi aapko use per payment gateway ko bhi set up karna padega,

joki isi ke Madhyam se koi bhi Grahak Jab aapke Store se Kuchh kharidega To vahan online payment kar sakega.

Example ke liye payment gateway setup karne ke time me Grahak Kisi Saman ki kharidari karne ke liye bhugtan karni hai to credit card, debit card, net banking ya fhir UPI ka istemal kar sakta hai.

aaj ke Samaya mein bahut sari payment gateway ki Suvidha pradan Karne Wali companiyan Hai Jo bahut hi aasani se aapki website Mein yah Suvidha employment kar sakti hai.

  • Logistics Management Ka Prabandh Karen

Jaisa ki aap Sabhi Jante Hain Ki Jab aap apna khud ka online store Shuru Karenge to aapko logistics management ka bhi Dhyan Rakhna hain.

jismein products ko store karna aur unhen aapki customer Tak Sahi Salamat deliver karna Shamil Hai iske liye Ham aapko yah sujhav dete hai,

ki yadi aap is vyavsay Ki shuruaat nae seere se kar rahe hai aur Sabhi aapke pass Itna budget nahin hai ki aap apna khud ka Logistic management system taiyar kar sake,

to iske liye aap Ko Kisi Anya Logistic Company ki service leni chahie to Aapka kam Aasan kar denge aur aapke pure Waqt Ko aapke customer tak deliver kar denge.

  • Apne Store Ki Marketing Karen 

Ek Bar Jab aap apna Itna Sab Kuchh setup kar lete hain tab Uske bad aapko Apne E-commerce market place ki marketing per pura focus karna chahie.

Kyunki Jab log aapke online store ke bare mein janenge tabhi vahan aapke store mein product kharidne Mein Ruchi dikhayenge.

aap ko Apne store ki marketing karne ke liye aapko internet marketing aur paid advertisement Ka upyog Karna chahie.

halaki Agar aapke pass prapt budget nahin hai to aap YouTube video, blog, social media marketing, ki sahayata se apne vyavsay ke bare mein Logon Ko Jankari dekar free mein bhi iski marketing kar sakte hain.

E Commerce Company Se Paise Kaise Kamaye ?

aap ki jankari ke liye Ham aapko Bata De ki aap apna khud ka e commerce business karne ke sath-sath kisi aur bhi e commerce company ke Madhyam Se Bhi Online Paisa Kama sakte hain aur Iske do tarike Hain Jinke bare Mein Aage Jankari Di gai hai.

  • Commerce Website Par Apna Product Bech Kar

e Commerce website ke jariye se online paise kamane ka pahla sabse Achcha Tarika yahan hai ki Aap Yahan per Apna Koi product bech sakte hain.

Example ke liye yadi aap Kisi Prakar ka saman bech rahe hai to aap Amazon seller Bankar Amazon ki site per Apna product bech sakte hain.

ya fir Apna khud ka hi e Commerce website bana sakte hain Iske atirikt shopify aur Kai Anya business hai jo aapko apna online store taiyar karne ki Suvidha pradan Karte Hain.

halaki iske liye aapko Kuchh paise shulk ke roop Mein Dene Ki jaruri hote Hai.

  • E Commerce Website Per Affiliate Marketing Karke 

E-commerce website per online paise kamane ka dusra sabse Achcha Tarika yah hai ki aap Pahle Se lokpriya E-commerce website per affiliate marketing kar sakte hain aur e commercese business se Paisa Kama sakte hain.

sabse acchi baat yah hai ki iske liye aapke pass apna khud ka product Hona avashyak Nahin Hai.

Kyunki affiliate marketing online Paisa kamane Ki Ek Aisi prakriya hai jismein aap dusre company ke product ko sirf promote Karke usmein Se Achcha Paisa Kama sakte hain.

is ka sabse accha example yah hai ki aap Amazon ka Amazon affiliate program join kar sakte hain,

aur Unki E-commerce website per list kiye product ko promote Karke Achcha Khasa Paisa Kama sakte hain.

aap Chahe to free mein affiliate marketing ke liye YouTube affiliate marketing ko bhi istmal kar Paisa Kama sakte hain.


Conclusion :

aakhir Mein Ham aapko Yahi sujhav Dena Chahte Hain ki aap ke liye e commerce business Ka platform mein online Paise kamane Ki Sambhavna abhi bhi  bahut sari hai.

aur yadi aap iske liye Gambhir hai to aapko Ek uchit ranniti ke sath Apna khud ka ek commerce business Shuru kar dena chahie Humne is article mein aapko yah bhi bataya hai ki,

e commerce business kya hai aur e commerce business Kaise kar sakte hain isliye Ham aapse Jo ummid Karte Hain Ki aapko Hamara yah artical Pasand Aaya Hoga aur ismein e commerce business se paise kaise kamaye se sambandhi di Gai Jankari aapke E-Commerce business ko Safal Banane mein main bahut badi Bhumika Nibhaingi.

Agar aapko E-Commerce se paise kaise kamaye se sambandhit Kisi bhi Prakar ka prashn puchna hai to aap Hamen comment box Mein poochh sakte hain jisse apni family aur friends ke sath aur Tamam social media platform per share Karen, dhanyvad.


COMMENTS

Name

1000-Per_Day_Kaise_Kamaye,1,About_Blog_in_Hindi,1,Ads,2,Ads_se_paise_kaise_kamaye,2,Adsense,5,Affiliate_Marketing,2,App_Se_Paise_Kaise_Kamaye_in_Hindi,1,Application,19,Article_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Blog_Account_Kaise_Banaye,1,Blog_Information_in_Hindi,1,Blogging,5,Book,1,Book_Likh_Kar_Kaise_Kamaye,1,Cricket_Se_Paise-_aise_Kamaye,1,Digital_Marketing,1,Digital_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,E_Commerce_se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Earn_Money,20,Earn_Money_In_Hindi,1,Ebook_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Email_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Game,1,Google_Adsense_Approval_Trick_in_Hindi,1,Google_Adsense_In_Hind,1,Google_Adsense_Kya_Hai,1,Google_Pay_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,How_to_Earn_Money_Online,1,Income_Guru,1,Instagram-Se-Paise-Kaise-Kamaye,1,Junglee_Rummy,1,Make_Money_Online,1,Malti_9978_App,1,Movie_Review,1,MPL_game_se_paise_Kaise_kamaye,1,Mpl_Se_Kaise_Paise_Kamaye,1,NGO_Se_Paise_kaise_Kamaye,1,Octa FX App,1,Octafx_Review_In_Hindi,1,Online_Blogging_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Online_Business_Hindi,1,Paise_Kaise_Kamaye,2,Pinterest_Se_Paise_Kaise_Kamay,1,Rozdhan_App,2,Rummy_nabob,1,Rummy_Wealth_App,1,Share_Market_Kya_Hai,1,Social_Cash_Club_Network,1,Teen_Patti,3,Teen_Patti_Rules,1,trading_business_Idea_in_Hindi,1,Whatsapp_se_paise_kaise_kamaye,1,Youtube_Tips_and_Tricks_in_Hindi,1,
ltr
item
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money: E Commerce Se Paise Kaise Kamaye - eCommerce Kya Hota Hain
E Commerce Se Paise Kaise Kamaye - eCommerce Kya Hota Hain
is article me jaane gi ke commerce se paise kaise kamaye sath hi eCommerce business kya hota hain, online e-commerce se prodcut kaise beche kharide
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/e-commerce-se-paise-kaise-kamaye.html
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/e-commerce-se-paise-kaise-kamaye.html
true
3111910334328587899
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy