Online Blogging Se Paise Kaise Kamaye - Kitan Kama Sakte Hai

article me janege ki, Online Blogging Se Paise Kaise Kamaye aur sath hi Kitna Paisa Kamaya Jaa Sakta Hain, Blogging Kya Hai, paise kamane ke tarike.

online blogging se paise Kaise kamaye ke bare mein Janna chahte hai ?

kya aap online blogging kya hain aur online blogging se paise kamane ke tarike search kar rahe hain, to aap bilkul sahi Jagah per Aaye Hain.

agar aap sochte hain ki blogging se paise Kamana bahut hi Aasan hai, to Aisa bilkul Bhi Nahin Hai.

Ek Bar to 100% sahi hai ki blogging koi bhi kar sakta hai iske liye aapke pass degree ya koi qualification hone ki jarurat Nahin Hai.

Bus aapke pass kuch interesting topic hone chahie, kahne ke liye aur sath mein bahut jyada sabr aur dedication Hona chahie.

jisse ki  aap apne blog ko Sahi tarike Se Bana sake aur usmein Achcha Khasa traffic La sake, to ab Sawal yah Hain Ki Kya Sabhi blogging se paise kamate Hain.

iska jawab haan bhi hai aur naa bhi Aisa isliye Kyunki new bloggers ko thoda Samay Lagta Hai Paise kamane Ke Liye, Vahi jo pahle se blogging kar rahe hain unhen Jyada mehnat nahin karna padta Paise kamane Ke Liye,

bus aaj ke is article online blogging se paise Kaise kamaye Mein Ham aap logon ko kuch Aise tariko se bataenge jisse ki aap bhi bade aasani se online blogging se paise Kama sakte hain.

lekin han aapko iske liye thoda patience Rakhna Hoga aur dher sari mehnat Karni Hogi, Kyunki kuch bhi chij Aasan Nahin Hoti usse Aasan banana padta hai to Chaliye Shuru Karte Hain.

Blogging Kya Hai?

blogging karne ka matlab hota hai apne blog per nai-nai artical add karna, Mere Kahane ka matlab hai ki,

yadi Aap Ko Kisi Vishay Mein maharath Hasil Hai yah aap apna experience dusron ke sath share karna chahte hain.

tab aise Mein aap apne experience ko apni diary mein likh sakte hai ya fir unhen Kisi blogger website par likh sakte hai ishi likhne ki prakriya ko blogging Kaha jata hai.

blog bahut se Prakar ke hote hain jaise ki personal blog, food blog, tech blog, finance blog, travel blog,s motivational blog, aur bhi Vishay Mein Ruchi hai usmein aap apni blog bana sakte hain.

bus yah hai ki aap Ko Kisi Ko copy nahin karna hota hai. balki aap ko jo aata hai use Apne blog Mein likhna hota hai. 

isse aapke blog ke article Hamesha naya aur unique hote hain.

ye to blogging ke Vishay mein thodi si Jankari ab chaliye jante hai ki online blog se paise kaise kamaye


Blogging Se Paise Kaise Kamaye ?

is Vishay Mein Jante Hain. blog se paise Kaise kamaye. Apne blog se Paise kamane Ke bahut se tarike hote hain Jin ka istemal aap apne blog ko monetize karne ke liye kar sakte hain.

bus Dhyan Dene Wali Baat yah hai ki aapko apni level ki blogging aur apne blog ke Prakar ko Samajh Kar Hi in tarikh ko istemal karna hoga.

apni level ki blogging ka matlab Mera aapke experience se hai aur aapki blogging karne ke Style se, yah sabhi blogger's ka alag alag hota hai aur Hona bhi chahie.

  • Google Adsense Aur Dusre Ads Network

vaise to internet per aapko bahut se ads network istemal karne ke liye mil Jaenge. lekin inmein se aapko Apne blog ke liye sabse badhiya Chunav hota hai.

jo ki aap ko sahi dhang se aur Samay Samay per payment karta hain. aaj ke time sabse popular ads network.

aapke pass Ek blog Ka Hona jaruri hai in-network se approval prapt karne ke liye automatically hi aapke artical ke context ke hisab se add hoti hai.

aur uses interest ke Aadhar per bhi. jyadatar Nae blogger is method ka istemal karte hain Apne blog ko monetize karne ke liye Kyunki yah unhen recovering income pradan karta hai.

recovering income pradan karta hai isliye yadi aap in network ka istemal karna chahte hain tab iske liye aapko unke approval ke liye apply karna Hota Hai.

Vahi ismein aapko Ek Bar approval mil Jaane per aap aasani se Rashi ke hisab Se Achcha Paisa Kama sakte hain.

  • Sponsored Post Ke Dwara.

paid reviews yah sponsored post ke jarie abhi aap apne liye extra paise Kama sakte hain ya nirbhar karta hai ki aap ka blog kitna bada hai kitna popular hai.

Iske traffic kaisi hai ityadi se jitni acchi aap yah Sabhi static Honge utna Jyada aap pratyek sponsored post charge kar sakte hain.

main Kuchh blog Ko Dekha hai jo ki ek post Ke 100$ Tak charge karte hain.

  • Affiliate Marketing Ke Jarie.

affiliate marketing aaj ke Samay mein bahut hi prasidh hai. bloggers ke bich Mein Aisa isliye Kyunki ismein aapko Jyada Kuchh karna Nahin padta hai.

bus Kisi Ko Kuchh Link ko Apne blog per add karna Hota Hai. Vahi unn link ko click kar yadi Koi service ya products ko kharidta Hai tab uske liye aapko Paisa Milta Hai.

yah main Kuchh popular affiliate marketing Marketplace ke bare mein bataya hai jisse aap Chahe to join kar sakte hain.

  • Blogging Tool Affiliate.

aap Chahe to blogging jaise ki theme, SEO tool is ko recommended kar usse affiliate income generate kar sakte hain.

affiliate marketing sach mein bahut hi accha aur Aasan Tarika Hai Lakhon rupaye kamane ke liye Apne blog se.

  • Amazon Affiliate Program.

ismein bus aapko Apne unique affiliate link share karna hota hai vah bhi unn product ki Jeene Ki aap recommended kar rahe ho.

to Jab Koi unhen khareedta hai tab aapko usse Kuchh Commission prapt Hota Hai.

  • Hosting Affiliate.

yadi aap ek blogger ho aur blogging ke niche Mein kam kar rahe ho tab Aise mein aap Kuchh posting provide applet program join kar sakte ho.

Kyonki bahut se aapke viewers yah Janna Chahte Hain ki aap kin hosting Ka istemal Kar Rahe Hain. Aise Mein hosting affiliate se aap Achcha Khasa paisa Kama sakte hain.

  • Service Dekar.

yadi aapko lagta hai ki aapke pass Kuchh skills Hai Jin ki jarurat dusron ko hai to aap aise hi service dusron Ko Dekhkar Paisa Kama sakte hain.

udaharan ke liye aap bahut se service pradan kar sakte hain jaise ki content writing, logo creation, site Optimisation ityadi.

yadi aap aise hi service ki shuruaat karna chahte hain tab aapko bus apni service ki list offer Karni hoti hai.

apne blog per Aisi Jagah se Jahan Ki visitor's Ka Dhyan aasani se Jaaye. Ek Bar aapane iski shuruaat kar di tab isse aap acche tarike se samajh bhi Lenge.

  • Ebook Bech Kar.

Main Aise bahut se blogger Ko Dekha hai jo ki Apne expertise aur experience ko ebook ka Roop pradan karte hain.

Vahi vah Apne is product ko aasani se bech Dete Hain bus iske liye aapko Apne expertise ko samajhna hota hai aur usse ek ebook me pradan karna hota hai.

aap Chahe To Apne Jivan Ko Apne Hi platform Mein bech sakte hain ya fir aap Amazon per bhi ise bech  sakte hain.

sach mein apni product ko bechna ek bahut hi badhiya upay hai ki ebook online sale karne ke liye.

  • Direct Advertisement Ke Dwara.

is Baat Mein Puri sacchai hai ki adsence abhi ke Samay Mein sabse best advertisement program hai.

blogger ke liye lekin iski bhi Kuchh limitations hai aur Sabse Badi limitation hai ki jo kimat aap ko milati hai 'per click' ke,

Aise mein agar aapko kahin se direct advertisement mil jaaye tab aap Kuchh adsence unit ke Jagah Mein direct ads lagakar Achcha Paisa Kama sakte hain.

yadi aapka blog popular hai tab aapko Aise Mein Kafi acche acche company aapse  contact karte hain direct advertisement ke liye.

  • Sponsored Social Media Post Ke Dwara.

Agar aapke social media Mein Kafi acchi following Hai tab aapko bahut se brands aasani Se Mil sakte hain.

Kyunki brands Aise bahut se social media post ke liye bahut jyada paise pradan karte hain.

aap post aur re-post ke liye bhi achcha Paisa charge kar sakte hain. iske liye Ham pahle aapko Apne social media following ke upar kam karna hoga.

aur sath mein unhen Achcha engagement bhi prapt karna hoga.

  • Online Course Bechkar.

aaj ke Samay mein online courses ki demand sabse jyada hai aise Mein ine online-courses ko banana bhi Kafi Aasan Ho Gaya Hai.

Bus aapko Sahi tools aur Technology ki jankari honi chahie Kyunki, logon ko bahut jaldi Hai Aise Mein vah paid cource ki Talash karte hain.

Jinhe wah aasani se follow Kar Paye, Vahi yadi aapke content ko log Pasand Karte Hain tab Aap Bhi Apne online cource Jarur se launch kar sakte hain.

ya Kuchh Aise platform Hai Jinka aap istemal courses banane ke liye aur Bechne ke liye kar sakte hain. jaise ki, TeachableNew KajabiLearnDash, Wordpress.

  • Apni Blog Bechkar 

yadi aapko blog banana aata hai aur sath mein aap Kuchh keywords per aasani Se rank bhi kar sakte hain. tab ayse mein aap unhen flippa me bech bhi sakte hain.

flippa Ek Aisi platform Hai Jahan per aap Badi aasani se koi bhi blog bech sakte hain Vahi ismein Apne blog ko credibility ke hisab se buyers Milte Hain.

Vahi yadi aapke pass AdSense approve blog hai tab aapko iske liye bahut acche paise Milte Hain.


Blogging Se Kitna Paisa Kamaya Jaa Sakta Hain?

Ab tab ab Sab aapko pata hi chal chuka honga ke blogging se sach me n Lakhon rupaye kamae Ja sakte hain.

lekin yah Sabhi bloggers Ke liye alag alag hota hai, Vaisa isliye Kyunki yah Bahut Si chijon per nirbhar Karta Hai.

jaise ki aapko blog kis topic mein hai, aapki blog ki traffic kaisi hai, aapke blog ko monetization karne ke liye kin tariko ka istemal kiya hai.

vah hai kya, iske sath aapko yah samajhna Hoga Ki blog se paise kamane main thoda Samay lagta hai. 

lekin ek bar aapki acchi khasi traffic Aane Lage Gai fir aap bahut hi acchi kamai kar sakte hain.

ismein Koi shanka nahin hai ki vahan blogging Se Achcha kamane ke liye aapko multiple streams of income ke Vishay Mein Socha Na Hoga. vah bhi alag alag sours se jisse Ki ek yadi kam ho tab dusre se uski bharpai ki jaa sake.


Conclusion 

Hamen Asha hai ki Aapko Hamari likhi hui blog online blogging se paise paise kamaye Jarur Pasand aai Hogi. Hamari Hamesha se Yahi koshish Rehti Hai Ki, padhne Walon Ko blogging se paise kamane ke tarike ke Vishay Mein Puri Jankari de sakte,

Taki Jis Se unhen Kisi dusri site se internet Mein use article ke sandrbh Mein Kho jaane ki jarurat hi nahin Ho. is se Unki Samay ki bachat bhi Hogi aur ek Jagah se unhen Sabhi information mil Jayegi.

yadi aapke man mein is article ko Lekar koi bhi question hai to aap Hamen Niche a comment box Mein bataen Ham Jarur is per Amal Karenge.

aapko yah post online blog se paise Kaise kamaye Pasand aaya ya Kuchh sikhane Ko Mila to krupa karke is post ko social media jaise ki Facebook, Twitter aur dusre social media site aur apne friend ke sath share Karen dhanyvad.


COMMENTS

Name

1000-Per_Day_Kaise_Kamaye,1,About_Blog_in_Hindi,1,Ads,2,Ads_se_paise_kaise_kamaye,2,Adsense,5,Affiliate_Marketing,2,App_Se_Paise_Kaise_Kamaye_in_Hindi,1,Application,19,Article_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Blog_Account_Kaise_Banaye,1,Blog_Information_in_Hindi,1,Blogging,5,Book,1,Book_Likh_Kar_Kaise_Kamaye,1,Cricket_Se_Paise-_aise_Kamaye,1,Digital_Marketing,1,Digital_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,E_Commerce_se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Earn_Money,20,Earn_Money_In_Hindi,1,Ebook_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Email_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Game,1,Google_Adsense_Approval_Trick_in_Hindi,1,Google_Adsense_In_Hind,1,Google_Adsense_Kya_Hai,1,Google_Pay_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,How_to_Earn_Money_Online,1,Income_Guru,1,Instagram-Se-Paise-Kaise-Kamaye,1,Junglee_Rummy,1,Make_Money_Online,1,Malti_9978_App,1,Movie_Review,1,MPL_game_se_paise_Kaise_kamaye,1,Mpl_Se_Kaise_Paise_Kamaye,1,NGO_Se_Paise_kaise_Kamaye,1,Octa FX App,1,Octafx_Review_In_Hindi,1,Online_Blogging_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Online_Business_Hindi,1,Paise_Kaise_Kamaye,2,Pinterest_Se_Paise_Kaise_Kamay,1,Rozdhan_App,2,Rummy_nabob,1,Rummy_Wealth_App,1,Share_Market_Kya_Hai,1,Social_Cash_Club_Network,1,Teen_Patti,3,Teen_Patti_Rules,1,trading_business_Idea_in_Hindi,1,Whatsapp_se_paise_kaise_kamaye,1,Youtube_Tips_and_Tricks_in_Hindi,1,
ltr
item
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money: Online Blogging Se Paise Kaise Kamaye - Kitan Kama Sakte Hai
Online Blogging Se Paise Kaise Kamaye - Kitan Kama Sakte Hai
article me janege ki, Online Blogging Se Paise Kaise Kamaye aur sath hi Kitna Paisa Kamaya Jaa Sakta Hain, Blogging Kya Hai, paise kamane ke tarike.
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/online-blogging-se-paise-kaise-kamaye.html
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/online-blogging-se-paise-kaise-kamaye.html
true
3111910334328587899
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy