online business hindi kaise kare - top 11 way business ideas

ghar baithe online business hindi kaise kare aur Online kaam karne ke best top 11 tarike business ideas, how to learn online business in hindi

kya aap online business Hindi mein Janna Chahte Hain ?

kya aap online business idea in Hindi mein search kar rahe hain aur is se Paisa Kamana Chahte Hain. To aap bilkul sahi Jagah per Aaye Hain.

Jaisa ki aaj Ham sab log acchi Tarah Se Jante Hain Ki ki online business ke Madhyam se koi bhi vyakti Ghar Baithe paise Kama kar Khushali Jindagi Jita Hai.

Kyunki online jo bhi kam hota hai vah computer internet ki badaulat hota hai aur koi bhi vyakti laptop computer internet ki sahayata Se Is Tarah Ke business Shuru kar sakta hai.

online business ka ek jo sabse bada fayda Najar Aata Hai vah yah hai ki is kam main aap ko koi bhi time mil Jaenge Kisi Ke Bhi waqt shuru Kiya Ja sakta hai.

lekin Duniya Mein jitne log hai utani hi online business Shuru karne ko tayyar hain isiliye Kafi log inhen Safal banane ke liye yah Prayas Bhi Karte Hain.

Yahi Karan hai ki is online kaamo Mein computer bahut hi jyada hote hain aur kisi bhi vyakti ko Safal hone ke liye na sirf mehnat balki ek acchi Yojana aur apni Ek strategy bhi Banani hoti hai.

lekin Lakhon log internet karte hain lekin unhe online business idea ke bare mein information nahi hoti aur wo Janna ki Kis Tarah se koshish karte rahte hain.

isliye Aaj ham aap ke liye is article ke Madhyam se kuch best ideas online business hindi me, ke bare mein janege.

Online Business Kya Hai in Hindi ?

online business ko electronic business bhi kah sakte hain, yani ki ek Aisa business ka sanchalan internet ke Madhyam Se Kiya Jata Hai.

ismein Kisi Prakar ki jankari ka lenden utpadan online bechna apni Seva ko online bechna ityadi Kuchh Bhi Shamil Ho Sakta Hai.

kahne Ka matlab ye hai ki Jab Koi Badi company Apna business online rahti hai aur online platform ke jariye onlien Rahane wale Lakhon Logon Ko apna product apni service provide Karti Hai.

ise hi online business Hote Hain Sadharan shabdon Mein internet ke jariye se kiya jane wala kam uski Ki Ek paribhasha darshati Hai.

ismein YouTube channel banana, Facebook page banana, Tik Tok per aayojit video Banakar kamai karna, Instagram per post dalkar kamai karna, blog Banakar kamai karna Apne utpadan Ko online bech kar kamai karna is daur me Shamil Hai.

Online Business Ke Fhayade ?

yadi Ham online business ki detail me baat karenge To Ham Payenge Ki Is Tarah ka yah business karne ke Ek Nahin balki Ki Kahin Aur Bhi fayde Hote Hain.

aur ismein koi sochne wali baat nahin hai ki Alag-Alag Business mein alag alag fayde Hote Hain Ham Yahan per online business Mein hone wale fayde ki baat karenge Jin ki list niche Di gai hai.


  • bahut se Chhote online business ya to Bina Kisi e Nivesh ke Shuru Kiya Ja sakta hai ya fir inhen Shuru karne mein aane wali lagat bahut kam hoti hai.

in mein se bahut Sare business Jaise YouTube channel banana, affiliate marketing Karna, freelancing Karna ityadi e-business Shamil Hai.

Jeene Shuru karne mein main business Shuru Karne Wale Ko Ek rupaye Tak ka kharch karne ki jarurat Nahin padati.


  • online business ka dusra sabse bada fayda you hai ki ismein business Shuru Karne Wale ki seema tay nahi hoti hain.

yani ki yadi business Karne Wale acchi Yojana aur ranniti ke sath business Kare to vah Is Tarah Ke Vyapar Unse simit Paisa Kama sakta hai.

affiliate marketing ka kam karna Ek Achcha udaharan hai.


  • yahan Ek aisa karobaar hai ki ismein business Karne Wale Ko Bar Bar Kisi kam ka dakhal andaji Ki avashyakta Nahin bhi ho sakti hai.

Kyunki ise aasani se a internet ke dwara online chalaya Ja sakta hai.

udharan ke Taur per - Jo company affiliate marketing offer karti hai use Bar Bar Apne affiliate marketing ki list unke dwara Bechega utpadan ke liye taiyar karne ki avashyakta Hoti Hai.

Kyunki yah Ek system Hota Hai Jahan Kisi vyakti ke sign up karte hi use affiliate link pradan kar diya jata hai aur use din ke jariye se jo bhi bikri Hui Hoti Hai uski ki kamai Commission ke roop mein Main alag list Ban Jaati Hai.


  • online business ka ek bahut bada fayda Yahan Bhi Hai Ki ki ise business karne wali Duniya ke kisi bhi Kone Jahan internet ki uplabdhta ho hone se aasani se kar sakta hai.

isliye yadi business Karne Wale Ka office dur ho aur uska Man ka Kabhi office Jaane Ko Nahin kar raha ho to vah apna pura kam Ghar Baithe aasani se kar sakta hai.


  • online business karne wala vyakti Apne kam ko Hafte ke sath Din Aur din ke 24 ghante kabhi bhi kar sakta hai.

Office per to Tala Lagana padta hai lekin online kam ko Din Mein Kabhi Bhi Kiya Ja Sakta Hai.


  • Is Tarah Ke Business mein Grah ko Bil Se Lekar Sab Kuchh online hi bech diya jata hai isliye kagaj ka istemal kam hota hai jo ki Paryavaran Ke liye acha hai.

Top 11 Online Business Paise Kamane Ke Liye

niche hamne kuch duniya me top trending online business in hindi batae hain jo ki aap apne samay ke anusar isko apne ghar baithe online business karke asani se achi khasi income kama sakte hain. apne free time me.

  • Affiliate Marketing 

online business idea Ki Baat karen to inmein se sabse pahle number par affiliate marketing hi aata hai.

Kyunki yah Ek Aisa business Hai Jis Ke Madhyam se business Bharat mein bhi lankho rupaye kamai kar pane Mein Safal hue hain.

Aaj Ke Waqt Mein Dekha jata hai ki company Chahe Koi Bhi Ho Chahe vah Koi E-Commerce company Ho Koi hosting company ho ya koi Dava marketing company hi Kyon Na ho.

lagbhag Sabhi companiyon Mein affiliate system se Judi hoti hai ismein jo bhi tayyar vyakti Ho usse apni pasinda companiyon ki affiliate program ke tahat register karne ki jarurat Hoti Hai.

is registration ki prakriya mein jo sabse Ham chij chahie Hoti Hai vah website hain.

yani ki ichcha vyakti ko register karte samay na sirf Apna Naam mobile number ityadi dene ki avashyakta Hoti Hai.

balki web address jin ke Madhyam se vahan company ke product ko promote karne aur bechne aur iska link bhi pradan karna hota hai.

Kyunki adhiktar companiyan Sidhe social media Jaise Facebook, Instagram, Twitter, ityadi per affiliate link circulate karne ki permission Nahin Deti Hai.

isliye affiliate marketing Namak online business karne ke liye vyakti ko ek website ki avashyakta Hoti Hai.

Jise vyakti ko Usi topic par Jis Tarah ka wah product bechna charaha ho blogger aur wordpress ke Madhyam se free mein bhi taiyar kar sakta hai.

  • Graphic Designing 

aap internet per bahut sari website aur unke Logon bhi Dekhe Honge.

aur unmen se bahut Sare Logon yah website Aisi Bhi hongi Jinke bare mein aapane socha hoga ki han vah per yah Logon Itna aakarshit kaise hain.

ji han jismein use webpage Logon Ko Sundar aakarshan Banaya Hoga vah nishchit hi koi graphic designing hoga.

aaj ke time ki yadi Baat karen to graphic designing se sambandhit bahut Sare Aise kaam hai jo online hote hain.

aur yah online business Hindi ki list Mein Shamil Hai inmein Logo banana, web page banana, web template banana, printing samagri ka designing taiyar karna ityadi sabhi ko Shamil hai.

isliye yadi aapko lagta hai ki aapko graphic designing ka kam aata hai to aap vibhinn freelancing website Jaise upwork freelancer ityadi Mein apna profile taiyar Karke in se kam Parker is online business idea ki badaulat Ghar Baithe Kama sakte hain.

  • Social Media Management 

online business Shuru karne ki ichcha rakhne wale Logon Ko social media ki Shakti ko Kam Nahin samajhna chahie.

Jaisa ki aaj Ham Sab Jante Hain Ki Social Media ka important Hamare Jivan mein bahut jyada badh gaya hai.

jo ki aaj ke sadi ke sabhi log social media se Jude hai yahi karan Hai Ki,

Ab business ikaiya aur company bhi Apne production ya service ki marketing ke liye Social Media ka Kafi istemal kar rahe hain.

Social Media ka istemal sirf production service  ki marketing Ke Liye Hi Nahin customer ka feedback jaane ke liye Bhi Kiya ja raha hai.

aur social media ke Madhyam se Anek company Apne productive sevaon service sambandhi prashno aur Shikayat ka bhi jawab dene Main Kamyab Ho pati hai.

Iske alava Desh Ke koi bhi Badi shaksiyat Chahe vah celebrity ho, rajneta ho, khiladi Ho, geetkar Ho, sangeetkar, Kuchh Bhi ya fir Kisi Anya shetra Mein prasiddh Koi vyakti Sab social media Mein maujud Rahana Chahte Hain.

aur apne bare mein Apne friends ko Har Tor per avgat karna Hota Hai Kyunki is prasiddh hastiyon ke pass Itna Samay Nahin Hota ki vah Apne social media account ko prabhavit Rakh sakte hai.

isliye is kam ke liye Ya Koi Aise vyaktiyon business Dikhai dhundh Rahe Hote Hain Jo Unka yah kam bakhubi ke sath kar sake.

isliye jaldi aapko kam se kam do Bhasha Hindi, English ki acchi Jankari hai aur aap social media se acchi Tarah Se waqif Hai To yah online business idea aapke liye upyukt ho sakta hai.

  • Freelancing 

aaj ke Samay Mein freelancing ke jariye koi bhi vyakti Ghar Baithe bahut kaam ko Puri tarike Se Karke kamai kar sakta hai.

Insan Mein Koi Bhi skill Ho Chahe vah accounting Ho writing Ho software engineering Kisi bhi Prakar ke designing Ho admin sports Ho, customer sports, mobile app development Ho, web development Ho, Kuchh Bhi Ho,

vyakti Apne Kaushal ke Aadhar Par Kisi bhi freelancing website mein apni profile banaa sakta hai.

lekin vyakti ko Dhyan Rakhna Hoga Ki is online business ke Madhyam se kamai karne ke liye vyakti ko Kafi hoshiyar aur sabr rakhen ki jarurat Hoti Hai.

Kyunki ismein vyakti ko profile banate hi kam Milana Shuru Nahin ho jaega. kam Milana bhi is Baat per depend karega ki vyakti Ne profile Kaise Banai Hai.

Ek aakarshan attractive profile customer ko attract kar sakti hai aur vyakti ko kaam Dila sakti hai.

Jab vyakti ko kam Milana shuru ho jata hai to usse Apna pura Dhyan kaam ki gunvata ke upar aur Samay per Dena chahie.

Kyunki Uske bad vyakti ko customer ke feedback ke anusar Hi Kam Milega ya FIR Nahin Milega 

  • Digital Marketing 

is online business se aap waqif Honge Ya Na Ho lekin jaise ki Ham sab log Jante Hain Ki ki aaj ke Daur Mein Har Koi company apni business ko online present karna chahta hai.

isliye Har Chhoti Badi company apni website Banakar Apne product-service Ko online promote Karke online marketing ka bharpur fayda Lena Chahte Hain.

Kahane ka matlab yah hai ki digital marketing Kisi business ko online badhane ke liye yah Apna Vigyapan Apne product-service ka karte hain. 

Taki use Adhik se Adhik Grahak mil sake Kyunki apne business ko online result kara kar company bahut Sare Logon Tak aasani se pahunch sakti hai.

Aasan bhasha mein Samjhane ki koshish karen to Ham Payenge ki yadi Koi company Apne product ya service ko online Bechne ki ki koshish kar raha hai,

lekin uss pata nahin hai ki iske liye digital marketing Kis Tarah Kiye Jaaye to vahan Kisi digital marketing service Dene Wale vyaktiyon company se Sampark kar sakta hai.

uske bad vah company na sirf social media per Uske company product  Sabhi Ke Vigyapan prastut karta hai,

aur add campaign banata hai search engine is Google Add ke campaign Banakar bhi chalaya jata hai,

aur Iske business ko promote karne ke liye online marketing ranniti bhi taiyar karta hai.

isliye online business ideas Unn Logon ke liye hai jo digital marketing se Rubaru hai

  • Book Likh Kar 

is online business ko Aise log jinhen likhane Mein maharatha hasil Hai ya fhir kisi bhi subject ka detail me gyan rakhte hain.

vah apni Book online hi prakashit Karke usse online hi bhej bhi sakte hain.

ji haa, ya ismein Book ka software Roop yani electronic hota hai, jo pdf format mein ya Ebook ke roop mein bhiho sakta hai.

isliye vyakti Ko Kisi bhi Prakar ke paper ityadi kharidne ya public se bhi Sampark Karne Ki avashyakta Nahin Hoti Hai.

balki Amazon Kindle Namak Ek aisa online platform hai Jiske Madhyam se koi bhi vyakti Khud Ki Book bech sakta hai.

aur yadi launch ke Shuru Mein Book ki acchi khasi copier Bikane Lag Jaaye to amazen Jiski bikri ki shamta ko Dekhte Hue ise Khud Hi promote karna Shuru kar deta hai.

is Prakar ho sakta hai ki vyakti ke Book  ki hajaron Lakhon copy bik Jay,

aur Amazon hi nahin vyakti bhi acche kha se paise a kamai Kama kar online Kamyab Ho Jaaye to hai na yah kamal ka online business idea

  • Mobile Apps

jaise ki Ham Sab Jante Hain ki vartman mein Adhik se Adhik Abadi ke pass khud ka smartphone hai,

aur uske phone mein ek Nahin balki kai saare mobile apps install hai.

isliye Yahan online business ideas sirf unke Liye Hai jinhen app development, web development ka kam Aata ho.

chuki abhi ke time me Har Chhoti Badi company online business ke liye  mobile app banana chahti hai.

agar koi vyakti ki yahi chahat hain, jo app development me rochi rakhta hain wah ye kaam abdi asani ke sath kar sakta hain. to ye tha online business hindi main.

  • Blog Banakar 

yadi aapki likh kar Samjhane ki shamta Achchi Hai to blog Banakar kamai karna aap ke liye Aasan ho sakta hai.

vyakti Is Tarah ka Yahan kam karne mein bhi vyakti ko Kafi sahi hai aur sab Bharat mein ki avashyakta Hoti Hai.

Kyunki Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Ki vyakti ka blog banate hi traffic Aane Lage ga chauki Bharat mein sabse bada search engine Google hi hai.

isliye vyakti ko Google ki policy ke Aadhar per hi content post karna hota hai.

ismein sab se aham Baat yah hai ki content vyakti ka Apna original Hona chahie yaha waha se copy Kiya Hua Nahin Hona.

chahie vyakti Kisi bhi bhasha mein Jis Google support karta hai usmein blogging Shuru kar sakta hai.

vaise aamtaur per Bharat ki Janata ko Dhyan Mein rakhte Hue Hindi angreji Mein Hi blogging Shuru karna faydemand ho sakta hai.

blogging Namak ki online business idea bhi agar aisa Vyapar Hai jisse free mein Shuru Kiya Ja sakta hai.

blogging a wordpress ke Madhyam se shuruaati Daur Mein vyakti Is Tarah ke kam ko bina paise Lagaye Shuru kar sakta hai.

jahan tak kamai ka Sawal hai jo vyakti ke blog per traffic Aana shuru ho jata hai.

to vyakti Google AdSense ke liye apply kar sakta hai yah Ek Aisa platform hain Jis ki madad se vyakti Apne blog Mein Vigyapan lagakar paise Kama sakta hai. 

  • E-Commerce Website Banakar 

vyakti ko Ghar Baithe Ek acchi Ek discount  mil jaaye to online shopping karne mein time nahin lagata.

ab vah Jamana Gaya online Saman order to kar rahe hain lekin kya ya Ghar Tak aaengi bhi ya nahin aur yadi Aaye abhi to tab tak to Kafi Samay bhi ho Jaenge .

ishi Dar Ke Chalte a log online shopping karne se katrate the, lekin Aaj dusre hi Din aapke ghar online order ki Gai Vastu pahuch jaati hai.

aur Yahan tak ki yadi shuruaati 15 Dinon mein aapko Pasand Nahin Aata Hai to use Wapas karne ka bhi Vikalp hota hai.

yahi Karan hai ki vartman mein online shopping ko logon ka Bhari Matra Mein samarthan Mila Hai.

Logon ke is samarthan ko Dekhte Hue Chote Bade dukandar aur Bade vyapari Chahte Hain Ki unke product Bhi Online bike.

isliye yadi aapke pass bhi Aisa Koi product Hai Jise aap apne Jagah se Bajar Mein Nahin bech Pa rahe hai to,

aap bahut Sare E-commerce website Jaise Amazon Flipkart Snapdeal ke Madhyam se bech kar Paisa Kama sakte hain.

vyakti is online business idea ko apnane wale vyakti ke pass GST number chalu Khata ityadi Hona chahie.

  • Online Coaching and Consultency 

yadi Aap Ko Kisi Vishay per maharat Hasil Ho, Jaise Vigyan, Itihaas, ganit angreji, Kuchh Bhi jismein aapko maharat Hasil ho.

aur aapko lagta hai ki aap apna yah Gyan Aur Bhi bada sakte hain to aap apni online coaching class bhi Shuru kar sakte hain.

Aise bahut Sare training and coaching software hai jo aapko Ek Hi Baar Mein 10 se Jyada se Adhik Logon Ko padhaane Mein sahayata Dete Hain.

in vidyarthiyon ko Apne text of white board black board ityadi ke Madhyam se aasani se Samjha sakte hain.

Iske alava doctor, CA, Vakil, professional bhi aapki Consultancy Service online Shuru kar sakte hain.

iske liye yah to khud ki website Banakar khud ka hi Sab Kuchh taiyar kar sakte hain.

lekin behtar Yahi hota hai ki, vartman mein doctor, CA, Vaki,l Vidyarthi professional ke liye alag alag portal Hai.

Jiske Madhyam se yah log online Consultancy Service pradan karke Apna Kuchh online business Shuru Karke apni kamai kar sakte hain.

  • Tik Tok videos 

vartman Mein Tiktok Namak short video sharing website  Bharat mein Kafi prasiddh hai.

aisa vyakti Jiske pass koi bhi smartphone internet connection Ho vah Tiktok Namak is application ko apne phone mein install Karke video Banakar ise Logon dwara famous ho sakta hai.

ismein kamai karne ke liye vyakti ko Kafi mehnat karne ki avashyakta hoti hai aur YouTube ki tulna mein ismein kamai karne ke vehicle bhi behad kam simit hai.

lekin famous hone ke Vikalp Khule hue hain vyakti YouTube se Kafi sari Baton Mein bhi vyakti Tik Tok ko ek interneting funny kaha jaa sakta hai.

Kyunki shuruaati Daur Mein vyakti ismein sirf 30 secound tak ki video banaa sakta hai.

halaki ki hajar follower hone ke bad yah limit thodi bahut Bada Di jaati hai aur is app Mein Ek Hi voice mein aneko video Banai Ja sakti hai. 

ismein copyright sambandhit Niyam ka bhi Palan nahin kiya jata hai isliye ek video ko kitne bhi uses Apne account se post kar sakte hain.

jahan tak kamai ka Sawal hai sirf famous log Jinke followers bahut Hai vah bhi pure badiya video Banakar kamai kar Pani Mein kamiyab hote hai.

isliye yah online business se unke Liye Hi Jin Mein acting, dance, lipsing ityadi Shamil Hai Abhi ke Daur Mein Yahan Bharat mein Band Hai. to ye tha best online paisa kamane ke liye ek online business hindi me idea.


COMMENTS

Name

1000-Per_Day_Kaise_Kamaye,1,About_Blog_in_Hindi,1,Ads,2,Ads_se_paise_kaise_kamaye,2,Adsense,5,Affiliate_Marketing,2,App_Se_Paise_Kaise_Kamaye_in_Hindi,1,Application,19,Article_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Blog_Account_Kaise_Banaye,1,Blog_Information_in_Hindi,1,Blogging,5,Book,1,Book_Likh_Kar_Kaise_Kamaye,1,Cricket_Se_Paise-_aise_Kamaye,1,Digital_Marketing,1,Digital_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,E_Commerce_se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Earn_Money,20,Earn_Money_In_Hindi,1,Ebook_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Email_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Game,1,Google_Adsense_Approval_Trick_in_Hindi,1,Google_Adsense_In_Hind,1,Google_Adsense_Kya_Hai,1,Google_Pay_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,How_to_Earn_Money_Online,1,Income_Guru,1,Instagram-Se-Paise-Kaise-Kamaye,1,Junglee_Rummy,1,Make_Money_Online,1,Malti_9978_App,1,Movie_Review,1,MPL_game_se_paise_Kaise_kamaye,1,Mpl_Se_Kaise_Paise_Kamaye,1,NGO_Se_Paise_kaise_Kamaye,1,Octa FX App,1,Octafx_Review_In_Hindi,1,Online_Blogging_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Online_Business_Hindi,1,Paise_Kaise_Kamaye,2,Pinterest_Se_Paise_Kaise_Kamay,1,Rozdhan_App,2,Rummy_nabob,1,Rummy_Wealth_App,1,Share_Market_Kya_Hai,1,Social_Cash_Club_Network,1,Teen_Patti,3,Teen_Patti_Rules,1,trading_business_Idea_in_Hindi,1,Whatsapp_se_paise_kaise_kamaye,1,Youtube_Tips_and_Tricks_in_Hindi,1,
ltr
item
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money: online business hindi kaise kare - top 11 way business ideas
online business hindi kaise kare - top 11 way business ideas
ghar baithe online business hindi kaise kare aur Online kaam karne ke best top 11 tarike business ideas, how to learn online business in hindi
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/online-business-hindi.html
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/online-business-hindi.html
true
3111910334328587899
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy