Pinterest Se Paise Kaise Kamaye - Pinterest kya hai

kya aap janna chate hain Pinterest kya hai, how to make money earn money from Pinterest Se Paise Kaise Kamaye aur is Par Account Kaise Banaye in hindi

kya aap Pinterest se paise Kaise kamaye Janna chahti hai ?

Pinterest kya hai ? aur Pinterest se paise kamane ke tarike ke bare mein Janna chahti hai to aap bilkul sahi Jagah per Aaye Hain.

is Internet ke Samay Mein lagbhag Sabhi log social networking site Jaise Facebook, WhatsApp, Instagram aur YouTube ka istemal to karte hi hai.

Kuchh log to in ka upyog sirf Manoranjan ke liye karte hain. lekin Kuchh Aise Bhi Hai Jo Facebook aur Instagram ka use Karke Lakho kamate Hain.

Jo log nahin kamate hai iska Karan yahi hai ki unko Jankari nahin hai ki Facebook se paise kaise kamaya jaa sakta hain aur Instagram se paise kaise kamaya jaa sakta hain.

Pinterest bhi inhi kaamo ke liye istemal Kiya Jata Hai. Lekin ismein Kuchh Aise feature jiska fayda Utha Ke isase acchi kamai kamai kar ki jaa sakti hai.

Pinterest se paise kaise kamaye jannae se pahle jaan lete hain ki Pinterest kya hai ?

Pinterest Kya Hai ?

Pinterest social networking site Hai Jahan per Facebook, Instagram, WhatsApp Messenger Ki Tarah video ya photo dekh sakte hain,

Pinterest ko December 2009 Mein Ben Ben Silberman, Evan Sharp, Paul Sciarra Ne Milkar banaya tha, aur San 2010 Mein ise launch kar diya gaya tha.

Pinterest per visual element share Kiya jata hai yahan per aap Idea bhi prapt kar sakte hain. yah Duniya Ki Sabse Badi social-networking mein se ek hi.

Pinterest Mein Kuchh Bhi samajhane ke liye sabse pahle aapko board and pink create karne Hote Hain. Jab tak aap board aur pin Nahin banaa lete hain tab tak iska use karna Sambhav nahin hai.

Exl : apne Dekha Hoga school ya college Mein Jab Koi information Dena Hota Hai To Information Jis page Mein Likha hota hai usko Bahar notice board per pin Kiya jata hai.

theek vaise hi Yahan per bhi aapko yah future Diya Jata Hai Jab aap apni Koi image ya video ko pin Karte Hain To isase Pinterest followers badhane ke chances badh Jaati Hai.

main aapko Jankari ke liye Bata Du ki Pinterest users Mein 80% se bhi Upar Mahila Hai. Vahi purushon Ki Baat karen to 20% ki sankhya Mein ise Purush use karta hai.

Agar aapke pass business related query hai tu bhi Pinterest platform Ka istemal Karke Samadhan Pa sakte hain Agar aapke pass blogger website hai fir to aapke liye yah bahut faydemand ho sakta hai.

yahan se aap apni site per traffic La sakte hain. aapko Bata De ki Yahan per Aap Jo image share karte hain vah clickable hoti hai.

aapko Apne article Ka link Dena hota hai. jisse ki Jab Koi user image per click Karta Hai To Sidhe aapki website par redirect ho jata hai.

Pinterest Ko Use Karne Ke Fayde ?

agar aap Pinterest ka use karte hain to aap ko Kai Tarah ke fayde ho sakte hain. jinmen Kuchh ke bare mein step by step janenge.

  • agar aap Pinterest rojana istemal karte hain to aap ke followers increase hone ki ummid badh Jaati Hai.
  • followers badhane per aap Chahe to affiliate marketing Karke Paisa Kama sakte hain.
  • yahan se aap apni website par traffic drive kar sakte hain.
  • Yahan per har image ko pin karte hain to use per engagement badhane se aapke account ki authority badh Jaati Hai.

Pinterest Par Account Kaise Banaye?

Agar aapane Iske bare mein jaan Liya Hai To ab Baat aati hai ki Pinterest me ID kaise banate hain.

to hum iski bhi Puri Jankari dene aap ko is article ke jariye se denge.

agar aap pure step ko follow karte hain to niche bhi aap Pinterest per account banana Sikh Jaenge.

  • sabse pahle aap phone mein Pinterest Kaise khole yadi aap ke pass Pinterest aap Nahin Hai To aapko Google mein pinterest.com search karke iski official website par Jana Hoga.
  • Ab aapko is per sign up karna hai sign up karne ke liye aap gmail ya Facebook Ka istemal Karke sign up par click kare.
  • ab aapko apna gender fill karne ke liye Kahenge jismein aapko gender Bhar dena hai.
  • agale step main aapko country select Karke Aage ke step Mein pahunch jana hai.
  • ab aapko Apne Pinterest ke according category select karni hai Jahan tak kam se kam 3 category select Karni hoti hai.
  • ab agle step me aapse 5 topic select karne Honge aap apni ichcha anusar 5 topic ko chunna honga.
  •  ab ap ko aap ke email account me Pinterest verify ka ek link aaenga ap ko us par click kareke account verify karna honga.

Pinterest Account Kaise Istemal Kare ?

Pinterest ko use karna aapke liye thoda difficult ho sakta hai yadi aap new Pinterest users Hai to, lekin Chinta ki koi baat nahin hai. Aap Hamare dwara bataega step ko follow karke easily Pinterest ko use kar sakte hain.

  • account create karne ke bad aapke Samne Jo screen hongi vahan Upar ki taraf All, Today, Following aur niche home service notification aur save ka option Milega.
  • aap save per click Karke board aur pin create karna honga.
  • ab aap board per click Karen aur iske turant baad plus par click karna honga.
  • aapko board aur Pin Mein Ek vikal chune ko bolega aap ko vote per click Karke Jis Naam Se board banana hai, vah Naam Bhar Kar next par click kare.
  • ab aapko pin create karne ke liye kahan Jaega apni-apni ichcha se pin create Kare aur done kar de, aap ka board aur pin create ho jaenga.

Pinterest Se Paise Kaise Kamaye ?

vaise to Pinterest se Paise kamane Ke bahut se tarike Hai jismein se Humne kuchh khas aur trending topic aapko is article ke Madhyam se batane ja rahe hain.

jisse aap bahut hi jald Achcha Khasa Pinterest se Paisa Kama sakte hain aur Pinterest Main Jaldi hi apni growth kar sakte hain. 

  • Blog Traffic 

agar aap Pinterest per blog ki photo aur infographic share Karte Hain To aap Uske bich Mein Kafi badhotri La sakte hain.

aap apni photos Mein Apne blog ya link de sakte hain Agar aapki photo Google image Mein Pinterest ke jariye rank Hoti Hai.

To Koi Bhi Insan aapki photo par click Karke Sidha aapke blog Tak pahunch sakta hai Jab aapke blog per traffic badh Jaaye to aap Kai tariko se paise Kama sakte hain.

jaise AdSense se,  affiliate marketing se,  paid review se,  direct ads services,  ebook,  sponsored link aur bhi tariko se aap mahine Ke Lakhon rupaye Kama sakte hain.

Agar aapko blogging karna aata hai Logon Ko lagta hai ki blogging se sirf advertisement ke dwara Hi Paise kamaye Ja sakte hain lekin Aisa bilkul Nahin Hai.

  • Affiliate Marketing.

Affiliate Marketing Karke Pinterest ke jarie aap Achcha Sa income kar sakte hain.

Agar aapane Apne account per acche khase followers banaa liye hai to aap Yahan per affiliate marketing Karke acchi income generate kar sakte hain.

affiliate marketing ke bare me vistar se janne ke liye Aap Hamare is article affiliate se paise kaise kamaye? ko padh kar samajh sakte hain.

Ham ne isme step by step Puri Jankari Di Hai, Magar Ham thodi janakri is post me bhi de dete hain affiliate marketing ke bare mein 

aap Kisi bhi company ka affiliate program join Karke us company ke Kisi bhi product ki Link ko apne interest ke Madhyam se share Karte Hain.

To agar koi visitor aapki uss product ke link par click Karke aapke affiliate link se Kuchh product khareedta hai to aapko use par Commission Milta Hai. ise ko affiliate marketing Kahate Hain.

  • Reselling Business

agar aap reselling business Karke Paisa Kamana Chahte Hain To sabse pahle aapko koi acchi reselling company select karna hoga.

Bharat mein is Samay reselling karne ke liye bahut companiyan hai parantu un me Kuchh badhiya company jismein hamare khud ka Acchi jankari hai.

usko recommended Karunga Mishor, shop101 reselling Company hai jo ki Bharat mein bahut Achcha kam kar rahi hai.

bahut se Log Yahan per acchi earning kar rahe hain aapko yahan se product ko select Karke Pinterest account per pin kar dena hai aur jab vahan se order milane Lage to aapko order book kar dena hai.

order delivery hone ke 1 Saptah ke andar aap ki Commission aapke bank account Mein Jama Ho Jaati Hai.

  • Sponsorship.

agar aap acche followers banaa Lete Hain To aap ke pass bahut company ki taraf se sponsored post karne ke liye email Aane Lagte Hain.

Kyunki Jab Bhi Koi company Apna koi new product launch karti hai to usko apna product promote karne ke liye influencer dwara promotion karati Hai.

Agar aapke pass acchi audience hai to aap ek post ka 200 Dollar se A 3000 dollar Tak charge kar sakte hain.

  • Khud Ka Product Sale Karke.

Pinterest Ka istemal Karke aap apne Khud Ke Saman bhi sale kar sakte hai.

agar aapka Apna product Hai To aapke followers Usko kharidne Mein Adhik interested Honge Aisa karne Karke aap acchi khasi earning kar sakte hain.

lekin is Baat Ka Dhyan Rahe aapke Saman ki quality acchi honi chahie 

aap ne jaan liya Ki Pinterest se Paisa Kaise kamaye Jaate Hain aur  pahle humne aapko bataya ki Pinterest kya hai ine Sabhi tarikh ko hum aapke liye Jo uchit Ho jo aapko Lage ki aapke liye sahi hai usi ko Chun le jisse Aage chalkar Kisi bhi samasya ka Samadhan Dhoondne Pade.

Conclusion

aaj ke Lekh me aapko Humne aapko Pinterest kya hai ?, Pinterest se paise Kaise kamaye aur Pinterest ke fayde ki puri Jankari aapko is artical ke Madhyam Se Di hai.

agar aapko Yahan article Pasand Aaya ho to ise Apne family, friend aur Tamam social media platform per share Karen ,Dhanyvad.

COMMENTS

Name

1000-Per_Day_Kaise_Kamaye,1,About_Blog_in_Hindi,1,Ads,2,Ads_se_paise_kaise_kamaye,2,Adsense,5,Affiliate_Marketing,2,App_Se_Paise_Kaise_Kamaye_in_Hindi,1,Application,19,Article_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Blog_Account_Kaise_Banaye,1,Blog_Information_in_Hindi,1,Blogging,5,Book,1,Book_Likh_Kar_Kaise_Kamaye,1,Cricket_Se_Paise-_aise_Kamaye,1,Digital_Marketing,1,Digital_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,E_Commerce_se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Earn_Money,20,Earn_Money_In_Hindi,1,Ebook_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Email_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Game,1,Google_Adsense_Approval_Trick_in_Hindi,1,Google_Adsense_In_Hind,1,Google_Adsense_Kya_Hai,1,Google_Pay_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,How_to_Earn_Money_Online,1,Income_Guru,1,Instagram-Se-Paise-Kaise-Kamaye,1,Junglee_Rummy,1,Make_Money_Online,1,Malti_9978_App,1,Movie_Review,1,MPL_game_se_paise_Kaise_kamaye,1,Mpl_Se_Kaise_Paise_Kamaye,1,NGO_Se_Paise_kaise_Kamaye,1,Octa FX App,1,Octafx_Review_In_Hindi,1,Online_Blogging_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Online_Business_Hindi,1,Paise_Kaise_Kamaye,2,Pinterest_Se_Paise_Kaise_Kamay,1,Rozdhan_App,2,Rummy_nabob,1,Rummy_Wealth_App,1,Share_Market_Kya_Hai,1,Social_Cash_Club_Network,1,Teen_Patti,3,Teen_Patti_Rules,1,trading_business_Idea_in_Hindi,1,Whatsapp_se_paise_kaise_kamaye,1,Youtube_Tips_and_Tricks_in_Hindi,1,
ltr
item
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money: Pinterest Se Paise Kaise Kamaye - Pinterest kya hai
Pinterest Se Paise Kaise Kamaye - Pinterest kya hai
kya aap janna chate hain Pinterest kya hai, how to make money earn money from Pinterest Se Paise Kaise Kamaye aur is Par Account Kaise Banaye in hindi
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/pinterest-se-paise-kaise-kamaye.html
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/pinterest-se-paise-kaise-kamaye.html
true
3111910334328587899
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy