Share Market Kya Hai - Share Bazar Se Paise Kaise Kamaye

is post me bataya gaya hain ki share market kya hai, what is share market and how it works, share bazar se paise kaise kamaye, Share Kya Hota Hai

share market kya hain, kya aap yah janne chahate hain?

share kya hota hain aur share kharidkar share market se paise kaise kamaye.

yah janna cahte hain to aap bilkul sahi jagha par aae hain. 

share market ya stock market ek ayse market ko bola jaata hain jo ki haqeeqat mein ye ek collection hota hai.

bahut se market aur exchange Jahan Ki har dam Har regular dhang se share ki bikri aur kharidari ki Jaati Hai.

Logon ke jariye yahan per sirf UN companies ke share ki kharidari aur aur bikri Hoti Hai joki share market Mein list ki Gai Hoti Hai.

yani ki aisi company jismein Ham Apne paise invest kar sakte hain.

kya aap Jante Hain Aisi kaun si jagah hai ki Jahan Apne paise a aapane paise invest Karke Daav par Lagane ke bad bhi Logon Ko munafa hota hai.

vah Jagah Hai share market yani share Bajar ke bare mein Sabhi Ne Suna Hoga Magar vahan kya hota hai iska Gyan sabhi ko nahin hai.

isliye Aaj Ham aapko share market kya hota hai aur share market se paise Kaise kamae aur share market ki puri Jankari is artical Mein Denge

Share Market Kya Hai ?

share Bajar Ek Aisa Bajar Hai Jahan per aap BSE-NSE Bhartiya stock exchange per listed company ke share trade kharide aur bacche Jaate Hain.

share market ki dwara Ek kam niveshak bhi Nifty yah Sensex ki top company mein Paisa Nivesh Karke share holder Ban sakta hai.

Bajar ka matlab hota hai aisi Jagah Jaha par chijon ki kharidi aur Bakri ki Jaati Hai taaki Kisi Prakar share Bajar stock market Ek Aisi Jagah Hai Jahan per bahut sari companiyan listed hoti hai.

aur vah Sabhi company Apne Kuchh share Jari karti hai Bechne ke liye alag alag price mein aur FIR Logon ke share ko kharidna hai.

aur jab share ka price badh jata hai to use bech Dete Hain aur Paisa Kama lete hain lekin Vahi dusri aur Agar share ka price kam ho jata hai to use Bechne per nuksan bhi ho jata hai.

aapko Bata De ki share ka price kam ya Jyada hota rahata hai aaj Kuchh aur hai to kal Kuchh Aur Hoga.

stock market Mein jyadatar log sirf isliye Paisa invest karte hain Taki unhen future mein jyada Se Jyada return mil sake aur vahan jaldi se jaldi Amir Ban sake.

share market Ko samajhna Itna Aasan Nahin hai ismein bahut sari chijen term aap ko pata honi chahie,

Jaise SBI any security and exchange Board of India Jiska bahut bada roll hota hai.

share market Mein Iske alava IPO, Demat Account, Sensex and Nifty, Equity, Commodity, Currency, Derivatives, Devidend, Bonus.

ine sabhi chijon ko samajhna aapke liye bahut jaruri hai to agar aap share market mein bilkul nae Hai To, ise Har Aasan explain ke dwara samajhte Hain.

Example : maan Lijiye aap apne Koi company start ki aur kuchh Samay Tak aapke company bahut acchi Chali lekin ab aapko apni company ko aur aage Badhana Hai.

Jiske Liye aapko 10 lakh rupaye ki jarurat hai lekin aapke pass Itna Paisa nahin hai aur na hi aapka koi family ya friend Itna paise Laga sakta hai.

To Aise mein aap kya karungi Shayad aap ko bank se loan Le Lunga aur apne company mein Laga Dunga lekin aapko bhi pata hai ki use per aapko Kafi byaaj Dena hoga.

to Fir Ham kya kar sakte hain. ek Tarika hai aap apni company ko share market Mein list Karva De aur apni company ke share Jari kar de fir log aapke company mein paisa lagayenge.

aasha karte hain ki ab aap basic share bazar ke baare me samaj gae honge ki share market kya hai.

Company Ko Share Market Mein List Kaise Karen ?

Agar aapko 10 lakh rupaye ki jarurat hai to aap apni company ko share market per list Karke 10 lakh rupaye aasani se ikhatta kar sakte hain.

iske liye sabse pahle aapko apni company ko stock exchange BSE-NSE per list Karana Hoga BSE (Bombay Stock Exchange) Jaise Jis per 400 Se Bhi Jyada companiyan listed hai.

aur NSE matlab National Stock Exchange is per 1500 Se bhi Jyada company listed hai.

to apni company ko stock exchange per list karane ke liye aapko sabse pahle Jana Hoga SEBI ke pass.

aapko apni company ko Sabhi detail Deni padegi Aur Ek Bar Jab Bhi company aapki verify Karke approval De Deti Hai Iske bad aap apni company ko stock exchange per list Karva sakte hain.

to tab aap pahli bar apni company ke share Bechne ja rahe hain aur aapko 10 lakh rupaye ki jarurat hai to aap ke hisab se 10000 share nikalenge.

aur ishi ko bola Jata Hai IPO yani initial public offering Matlab Ki Jab Koi company pehli baar apne share Nikalti Hai Aur share market me list hoti hai.

to use hi IPO bolate Hain. Iske bad Jab log aapki company ke share ko khareed Lenge aur jab sari share beek Jaenge To Hamen 10 lakh rupaye mil jaenge Apne bank account mein.

Share Kya Hota Hai ?

Share ka matlab hota hai Kisi company mein aapke hissedari.

Agar aapane Kisi company ka share kharida Hai To iska matlab hai ki aap company ke Kuchh hisse Ke Malik Hai.

matlab use company main aapka Kuchh Paisa laga hua hai To Agar company Labh kamaati Hai, Ya profit Mein Jaati Hai to Aap ko bhi profit hota hai.

agar company ka nuksan hota hai to Aapka bhi nuksan ho jata hai.

maan Lo Kisi company ke kul 100 share hai aur unmen se 10 share aapke pass hai to aap and company ke 10% Ke Malik kahalaenge.

Thi ishi Prakar Se Kisi bhi company ke share holder Uske alag alag pratishat Ke Malik hote hain.

aaj aap Kisi Ki company ke share ko Ghar Baithe broker ke dwara online khareed aur bech sakte hain.

broker Kuchh website ya apps hote hain jo aapko share ko kharidne aur Bechne ki Suvidha Dete Hain.

India mein bahut Sare broker Hai Jaise Zerodha, Upstox, Angel broking, Sherekhan aur bhi, in brokers ki apps yah website par jakar aap Kisi bhi share ko khareed aur bhej sakte hain.

Share Market Ka Price Up Down Kyon Hota Hai ?

Share market mein kisi bhi share ka bhav price demand aur supply ke Aadhar par badhta hai ya kam hota hai.

Mang aur purti ke Aadhar per hi company ke share ka mulyankan hota hai.

agar Kisi company ke share ki Jyada demand hoti hai aur supply kam hota hai to Uske share ka price badh Jata Hai.

Thi ishi Prakar Jab supply Jyada hota hai aur demand kam hota hai to share ka price badh Jata Hai.

Har company ke share ka mulya price alag-alag hota hai aap Chhoti listed company Roj karobar Karti Hai.

Jisne use Kabhi munafa To Kabhi nuksan hota hai aur isliye Samay ke sath sath company ke Sheron Mein utaar chadhav aata rahata hai,

to Jab company ka Vyapar badhta hai aur company ko munafa hota hai to bahut Sare log use company ke share kharidne Lagte Hain aur share ka price badh jata hai.

theek Iske viprit Jab company ko Ghata Hota Hai To Log Uske share ko jaldi jaldi Bechne Lagte Hain jisse share ka price down ho jata hai.

Taki Aage chalkar Agar share ka price kam ho to unhen aur Jyada nuksan na zhelna Pade.

ise example ke Taur per samajhte Hain.

Exp : 2007 Se Lekar 2016 Tak Reliance Industries ke 1 share ka price lagbhag 500 ke aaspaas rahata tha.

lekin 2016 ke bad Jaise hi jio launch hone ke bad company Ne bahut Sare ine initiativ liye jisse iska Vyapar Dhire Dhire badhta hi Chala Gaya,

aur aaj Reliance ke Ek share ki kimat 2000 ke aas-paas hai isliye Jaise Jaise Jyada Se Jyada log Iske share kharide te jaa rahe hai.

inke share ka rate Din Pratidin badhta hi ja raha hai isliye agar aap share market Mein nai hai aur aapko Nahin pata ki kis company mein invest  Karen,

aur kaun sa share khariden to aap Reliance company ka share khareed kar shuruaat kar sakte hain.

Share Bajar Mein Share Kaise Kharide Aur Bhejen ?

share Bajar Mein share ko kharidne aur Bechne ke liye Boliyan Lagai Jaati Hai matlab share ki nilami ki jaati hai.

ismein jo vikreta sabse kam kimat per share Bechne ko taiyar hota hai aur jo kharidar sabse Adhik kimat par share kharidne ko taiyar Hota Hai.

Un donon ke bich share ka aadan pradan ho jata hai aur yah donon Ek dusre se share ko khareed aur bech lete hain.

matlab jo sabse Unchi boli lagata Hai vah share ko khareed leta hai.

ise Bid Price Aur Ask Price bola Jata Hai vikreta Jis kimat per share ko Bechne ke liye taiyar hota hai use Bid Price,

aur khareed Dar Jis kimat per kharidne ke liye taiyar hota hai use Ask Price Karte Hain.

Koi Bhi Company Ka Share Kaise Khride?

Kisi bhi company ka share kharidne ke liye aapko 3 chijo ki jarurat padati hai.

saving account ya bank account - aapke pass Kisi bhi Bank Mein saving account Hona chahie jismein aap payment ka karonge share ko kharidne ke liye.

Demat account - Jab aap Kisi company ka share kharid te hai to aapko uss company mein hissedari yah equity milati hai.

lekin uske liye aapke pass koi proof Bhi To Hona chahie jisse ki agar Bhavishya Mein Kahin Koi Gadbad ho to aap bata Sako ki mera Paisa is company mein laga hua hai.

isliye aapane Jo share kharida Hai vahan digital form Mein proof ke Taur per aapke Demat account mein store ho jata hai,

aur jab aap use bechte ho to vahan Se uthkar Wapas company ke pass Chala Jata Hai.

lagbhag Sabhi broker Jahan per aap trading account Khol dete Ho vahan aapka free mein Demat account bhi khul jata hai.

trading account - India mein jo stock exchange Hai Jaise BSE - Bombay Stock Exchange,

aur NSE National Stock Exchange direct Kisi company ka share Nahin khareed the bechte Hain.

iske liye Kuchh discount broker companiyan Hai Jaise Angel Broking, Zerodha aur bhi hain.

Jin per jakar hi Ham Kisi bhi share ko trade karte hain matlab kharidte  Aur bechte hain.

aur inhi trading platform par Hamara Jo account khulta hai (jismein aap share ko buy ya sale karte hain) use hi trading account ya broker account Kahate Hain.

share kharidne ke liye sabse pahle aap Ko Kisi (Angel Broking, Zerodha aur bhi) aadi ki madad Se Apna Demat account khulwana Hoga.

fir Apne bank account ko Demat account se link karna hoga aur apne bank account Mein Kuchh fund matlab Paisa add karna hoga.

Iske baad Jab aap Kisi company ka share kharidte Hain To aap ka Paisa Aapke bank account se nikalkar trading account ke Madhyam se use company ke pass chala jata hai.

aur share aapke Demat account mein digital proof ke roop Mein save ho jata hai aur jab aap use share ko bechte Hain To Wapas aapke Demat account se nikalkar company ke pass chala jata hai.

aur paise aapke bank account mein Jaata Hai. share Bajar stock mein invest karne se pahle aap ko pata Hona chahie Kitni tariko se Ham stock market Mein paise Kama sakte hain.

Share Market Se Paise Kaise Kamaye ?

stock market share market se Ham Kai tariko se paise Kama sakte hain jaise Kuchh tarike niche Diye gaye hue hain.

1 . share ka price badhane per use bech ka sabse Jyada Log paise kamate hain aur yah Tarika sabse  yada popular Hai.

  • Swing Trading
  • Short Term Trading
  • Long Term Trading
  • Intraday Trading

2 . Jab company ko profit hota hai to vah apni share holders ko divided ya ne apne profit ka kuch hissa Deti Hai. Iske alava company share Ke Badle Kuchh bonus bhi Deti Hai.

3 . intraday share market mein aap short-selling Karke paise Kama sakte hain.

4 . share Bajar ke dusre segment Mein trading Karke bhi aap paise Kama sakte hain jaise

  • Option Market Trading
  • Future Market Trading

to yah Kuchh tarike the Jinse AAP share market Mein Nivesh Karke paise Kama sakte hain.

Share Kab Kharide ?

Ek Bar Jab aap share kharidne aur Bechne Sikh Jaate Hain To aapke man mein yah doubt Jarur Aata Hai Ki Aakhir kis Samay share ko kharidna chahie stock market mein.

kisi bhi share ko kharidne se pahle aapko ine chijon Ka Dhyan Rakhna chahie.

  • Kisi bhi company ka share kharidne se pahle uss company ke bare mein acche se research kar le.
  • uss company ke Pichhle Kuchh Salon ke profit or loss ki histry dekh le.
  • uss company ke assets aur Liabilities ko acche se dekh le.
  • uss company ke cash flow statement ke bare mein pata Laga Le.
  • company ke balance sheet acche se padh le.
  • Iske alava Kuchh website hai Jaise economictimes NDTV business in se lagatar update rahe. in par Aane Wale share market se related news dekhe.

Jaisa Jaisa aapko share market ke bare mein knowledge aur experience badhta Chala Jaega vaise vaise aap acche se acche profitable share ko khareed Payenge.

share market mein bahut Sare fraud scam bhi hote hain to log Yahan per Apna Paisa Gava dete hai ya kangal Ho Jaate Hain.

uska sabse bada Karan hota hai knowledge or experience ki Kami agar aap stock market main invest karna chahte hain to aap ke andar sabr Hona chahie,

Nahin to Aap Yahan per aap apna Kafi Paisa Gava sakte hain.

agar aap share market Mein interest rakhte Hain To aap apne Harshad Mehta scam case aur Ketan Parekh scam ke bare mein to Jarur Suna Hoga.

abhi Kuchh Samay pahle hi Harshad Mehta scam ke bare mein ek web series 1992 aai Thi Jo ki Kafi Jyada popular Hui.

is web series ko dekhne ke bad Jo log share market ke bare mein nahin bhi Jante the vah Bhi Jaane lag gaye.

lekin mera suggestion hai ki aap share Bajar Mein invest karne se pahle Iske bare mein acche se Sikh Le Ki Aakhir share market Kaise kam karta hai.

Iske alava share market ke Vishay Mein Puri Jankari aur Anubhav Hasil kar le Uske bad hi share market Mein Kadam Rakhe.

Jaise Apne Duniya Ke sabse Amir investor Warren Buffett ka naam to Jarur suna hi hoga unhone apni Jindagi Mein Apna Sara Paisa share Bajar Mein invest Kar Ke hi kamaya,

aur Pichhle Kuchh Salon Mein Duniya Ke sabse Amir Insan mein se ek hai.

Share Market Mein Share Down Kyon Hote Hain ?

abhi ke Samay Mein share market down hone ke bahut se Karan Hai Chaliye in per Baat karte hain.

1 . jaise ki aapko Shayad Pata Ho ki Kisi Ek Bade market me kharidi bikri Ke Karan share market down Ho Jata Hai.

Vahi is Samay mein coronavirus Bimari Ke Karan customer consumer behaviour main Bada badlav Dekha gaya hai.

wahi ismein businesses ko Kafi nuksan pahunchta hai jisse ki short-term earning ke liye Apne stock ko bache Dete Hain Vahi share market mein utaar chadhav dekhne Ko Milta Hai.

2 . is coronavirus Crisis ka koi bhi Sahi solution abhi tak maujud Nahin Hai Jis Se Ki yah investor sentiment ko bhai Paida Karta Hai.

Vahi is Share Mein Bhari Matra mein giravat dekhne Ko mili Hai.

3 . Vahi job foreign institutional investors, mainly ETFs ke dwara Jab selling ki Jaati Hai is global risk aversion ke dauran.

isse share market Mein Kafi giravat dekhne Ko milati Hai unhone lagbhag 25000 crore ki stocks ko bech diya hai ghabrat ke karan is march mahine me. 

Share Market Kab Badhta Aur Ghatta Hai ?

share market ke badhate Aur ghatane Ke Piche jo mukhya Karan Hai vah hota hai demand and supply.

aapko market Mein Do Prakar Ke Log dekhne ko Milenge lekin ine donon ke Soch alag alag Hoti Hai.

Kuchh log sochte Hain Ki market badhega aur Vahi Kuchh log sochte Hain Ki market ghatega ise samajhne Ke Liye 2 chijon ko samajhna bahut jaruri hai.

1 . agar demand badh Jata Hai yah exceed Karta Hai supply ko kab Aise Mein price yah kimat Mein badhotari Hoti Hai.

2 . Vahi Agar supplier badh Jata Hai demand se tab Aise Mein price ki kimat mein kami Najar Aati Hai.

Share Market Kaise Sikhe ?

agar aap share market mein abhi Ek beginner hai aur ek Safal investor Banna chahti hai to share market se paise Kama kar ismein apna carrier banana Chahte Hain,

To uske liye sabse pahle aapko share market ko acche se sikhana aur samajhna Hoga.

Jis Tarah Se Jab aap Koi cource Karte Hain To usmein alag alag subject padhte hain aur unhen sikhate Hain.

theek ishi Prakar share market mein bhi aap ko alag alag chijen sikhni hongi to sabse pahle aapko share market ki basic chijon ko Jaane Ki yani ki basic of share market pahle clear karna padega Jaise.

  • share market kaam Kaise Karta Hai.
  • Sensex aur Nifty kya hota hai.
  • IPO kya hota hai.
  • demat account kya hai.
  • stock trading kya hai.
  • to stock market Mein investment karne se pahle Iske bare mein Jitna Jyada se jyada ho sake research kar le aur Sikh le.

Conclusion
ummed karte hain ki aap ko hamara ye article share market kya hain aur share bazar se paise kaise kamaye samaj me aagaya honga. is article me puri detail me share market ki basic baate di gai hain. jissme aap ko dusri jagha jane ki jarurat nahi.
agar ap ko hamari ye post pasand aai ho to ishe share kare apne family. friend aur tamam social media platform par. dhnyawad

COMMENTS

Name

1000-Per_Day_Kaise_Kamaye,1,About_Blog_in_Hindi,1,Ads,2,Ads_se_paise_kaise_kamaye,2,Adsense,5,Affiliate_Marketing,2,App_Se_Paise_Kaise_Kamaye_in_Hindi,1,Application,19,Article_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Blog_Account_Kaise_Banaye,1,Blog_Information_in_Hindi,1,Blogging,5,Book,1,Book_Likh_Kar_Kaise_Kamaye,1,Cricket_Se_Paise-_aise_Kamaye,1,Digital_Marketing,1,Digital_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,E_Commerce_se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Earn_Money,20,Earn_Money_In_Hindi,1,Ebook_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Email_Marketing_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Game,1,Google_Adsense_Approval_Trick_in_Hindi,1,Google_Adsense_In_Hind,1,Google_Adsense_Kya_Hai,1,Google_Pay_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,How_to_Earn_Money_Online,1,Income_Guru,1,Instagram-Se-Paise-Kaise-Kamaye,1,Junglee_Rummy,1,Make_Money_Online,1,Malti_9978_App,1,Movie_Review,1,MPL_game_se_paise_Kaise_kamaye,1,Mpl_Se_Kaise_Paise_Kamaye,1,NGO_Se_Paise_kaise_Kamaye,1,Octa FX App,1,Octafx_Review_In_Hindi,1,Online_Blogging_Se_Paise_Kaise_Kamaye,1,Online_Business_Hindi,1,Paise_Kaise_Kamaye,2,Pinterest_Se_Paise_Kaise_Kamay,1,Rozdhan_App,2,Rummy_nabob,1,Rummy_Wealth_App,1,Share_Market_Kya_Hai,1,Social_Cash_Club_Network,1,Teen_Patti,3,Teen_Patti_Rules,1,trading_business_Idea_in_Hindi,1,Whatsapp_se_paise_kaise_kamaye,1,Youtube_Tips_and_Tricks_in_Hindi,1,
ltr
item
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money: Share Market Kya Hai - Share Bazar Se Paise Kaise Kamaye
Share Market Kya Hai - Share Bazar Se Paise Kaise Kamaye
is post me bataya gaya hain ki share market kya hai, what is share market and how it works, share bazar se paise kaise kamaye, Share Kya Hota Hai
Paise Kaise Kamaye - How To Online Earn Money
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/share-market-kya-hai.html
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/
https://irfaniindonesia.blogspot.com/2022/05/share-market-kya-hai.html
true
3111910334328587899
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy